Thursday, June 23, 2011

listen Senorita with lyrics - zindagi na milegi dobara (ZNMD)

LISTEN :
Artist:Hrithik, Farhan and Abhay deol

Lyrics 

[spanish]
na main samjha, na main jaana, jo bhi tum ne mujh se kaha hai Senorita
magar phir bhi najaane kiyun mujhe sun ke accha laga hai Senorita
[spanish]
mujh ko baanhon mein tum ghero, samjhi na Senorita
chaahat ke do pal bhi mil paeyn duniya mein, yeh bhi kam hai kya
gham ko to aao bhagaaeyn, bhoolain ham hota ab hai kya
Senorita, suno suno, Senorita kehte hain ham kya




[spanish]
nigaahon ne nigaahon se kahi armaanon ki daastaan hai Senorita
ke chaahat ki, mohabbat ki saari duniya mein aik hi zabaan hai Senorita
mujh se ab nazar na phero, aao paas tum mere
mujh ko baanhon mein tum ghero, samjhi na Senorita
chaahat ke do pal bhi mil paeyn duniya mein, yeh bhi kam hai kya
gham ko to aao bhagaaeyn, bhoolain ham hota ab hai kya
Senorita, suno suno, Senorita kehte hain ham kya




jo bhi pal beeta meri Senorita
har pal tum ne hai dil jeeta bas itni si to baat hai
[spanish]
mujh ko baanhon mein tum ghero, samjhi na Senorita
chaahat ke do pal bhi mil paeyn duniya mein, yeh bhi kam hai kya
gham ko to aao bhagaaeyn, bhoolain ham hota ab hai kya
chaahat ke do pal bhi mil paeyn duniya mein, yeh bhi kam hai kya
gham ko to aao bhagaaeyn, bhoolain ham hota ab hai kya
Senorita, suno suno, Senorita kehte hain ham kya

Friday, June 10, 2011

Aa Zara - Murder 2 with lyrics

LISTEN :

Artist:Sunidhi Chauhan

Lyrics 
Yeh raat ruk jaaye, baat tham jaaye, teri baahon mein
Khwaishein jagi hain pyaasi pyaasi labhon pe
Khud ko jala doon, teri aanhon mein
Aagosh mein aaj mere samaa ja
Jaane kya hona hai kal
Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se
Aa ja zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, jee le

Yeh jahaan saara bhool kar
Jismo ke saaye tale dheeme dheeme chale raat bhar
Pal do pal hum hai humsafar
Thay abhi dono yahaan honge subah jaane kahan kya khabar
Aa ja zara khud ko mujh mein milaa ja
Jaane kya hona hai kal
Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se
Aa ja zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, jee le

Khwaab hoon main toh makhmali
Palkon mein leja mujhe maine diya mauka tujhe ajnabi
Hosh mein aaye na abhi
Ik dooje mein hi kahin khoyi rahe teri meri zindagi
Khamoshiyan dhadkano ki sunaa ja
Jaane kya hona hai kal
Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, aa ja
Jo pal mile naseeb se
Raat ruk jaaye, teri baahon mein
Aagosh mein aaj mere samaa ja
Jaane kya hona hai kal
Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se
Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, jee le

Hale Dil - Murder 2 with lyrics

LISTEN :

Artist:Harshit Saxena


Lyrics
Hey kaash, kaash yun hota
Har shaam saath tu hota
Chup chaap dil na yun rotaa
Har shaam saath tu hota


Guzaara ho tere bin guzaara ab mushkil hai lagta
Nazaara ho tera hi nazaara ab har din hai lagta


Hale dil tujhko sunaata
Dil agar yeh bol paata
Bakhuda tujhko hai chaahta jaan


Tere sang jo pal bitaata
Waqt se main woh maang laata
Yaad karke muskuraata haan
Woo oo ..


Tu meri raah ka sitaara
Tere bina hoon main awaara
Jab bhi tanhai ne sataaya
Tujhko besaakhta pukaara


Aa chaahat hai meri la fanaa
Par meri jaan dil mein hoon rakhta haan


Hale dil tujhko sunaata
Dil agar yeh bol paata
Bakhuda tujhko hai chaahta jaan


Tere sang jo pal bitaata
Waqt se main woh maang laata
Yaad karke muskuraata haan
Woo oo ..


You're the one to me
I love whats meant to be
I know you feel it too, if I look at you


Khwaabon ka kab tak loon sahara
Ab toh tu aa bhi ja khudara
Meri yeh dono paagal aankhein
Har pal maange tera nazaara
Aa samjaun inko kis tarah
Inpe mera bas nahin chalta haan


Haal-e-dil tujhko sunaata
Dil agar yeh bol paata
Bakhuda tujhko hai chaahta jaan


Tere sang jo pal bitaata
Waqt se main woh maang laata
Yaad karke muskuraata haan
Woo oo ..

Chat with the blog creator and owner

Live Chat Software for Website